Aaj Ke Baad (feat. Tulsi Kumar)
힌디어

Aaj Ke Baad (feat. Tulsi Kumar) 가사

장르Pop
원문 언어힌디어
조회수25
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
saunp doon tujhko yeh dil sambhale rakha tha tera hi hona tha shayad yeh pehle se likha tha mehandi ke rang se dil ka rang mil jaane de aaj jo na mile pehle unko mil jaane de aaj aaj ke baad tu meri rehna tu meri rehna aaj ke baad aaj ke baad tu meri rehna tu meri rehna aaj ke baad haan der se aayega tujhko le jayega uda ke apne sath dekhenge saare aur woh le jayega chhuda ke humse tera hath ho jayegi ab teri bhi baari phir bhi nahi hogi tu parayi aankhein nam hain khushiyan bhi sang hain bajne do charon ore shehnayi aa aaja tujhko sanwarun main aaj teri nazrein utarun aa heere moti hain kya main tujhpe zindagi vaarun laal rang teri maang mein sehar sajaya hai aaj se maine khud ko yoon tera banaya hai aaj ke baad tu meri rehna tu meri rehna aaj ke baad

Manan Bhardwaj의 다른 곡

Manan Bhardwaj →

관련 가사