Affoo Khudaa!
MS

Affoo Khudaa! 가사

장르World Music
길이5:11
원문 언어MS
조회수141
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Affoo khudaa! Vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah Is deevaane dil ne kya jaadu chalaaya Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya Oy, humko tum pe pyaar aaya, pyaar aaya Affoo khudaa! Aye dil kehna, ye sach hai na Baat hai ye ayesi zamaana nahin maanta Hum ko tumhaara deevaana nahin maanta Na main gulshan, na main taara Na main garjan ,na main baadal, main hoon saaya Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya Affoo khudaa! Jee diya maine, jee liya maine Ab chaahe mujhko zamaana goli maar de Raaja ke shikaare ko bhanvar mein utaar de Aage jee ke kya lena hai Mere dil ne jo bhi maanga thaa vo paaya Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya Affoo khudaa! Dil mein ye aayi, deke duhaai Pattharon se sar takraaoon main deevaana Jal jaaoon banke shamaa ka paravaana Marna jeena, khaana peena, hansna ronaa Nahaana dhonaa, sonaa uthanaa, chalna phirnaa Aanaa-jaanaa hum deevaane ne muhabbat mein bhulaaya Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya Affoo khudaa!

Mohammed Rafi의 다른 곡

Mohammed Rafi →

관련 가사