Maang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle)
MS

Maang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle) 가사

장르World Music
길이3:48
원문 언어MS
조회수135
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
F: Maang ke saath tumhara Maine maang liya sansaar M: Maang ke saath tumhara Maine maang liya sansaar M: Ho... F: Aaa... F: Dil kahein dildaar mila, Hum kahen humein pyaar mila M: Pyaar mila humein yaar mila, Ek naya sansaar mila F: Ho... Aas mili armaan mila M: Ho... Jeene ka saamaan mila Both: Mil gaya ek sahaara, ha, ha, ha, ha Maang ke saath tumhara... M: Ho... F: Aaa... M: Dil jawaan aur rut haseen, Chal yoonhi chal de kahin F: Tu chaahe le chal kahin, Tujh pe hai mujhko yakin M: Ho... Jaan bhi tu hai dil bhi tu hi F: Ho... Raah bhi tu manzil bhi tu hi Both: Mil gaya ek sahaara, ha, ha, ha, ha Maang ke saath tumhara...

Mohammed Rafi의 다른 곡

Mohammed Rafi →

관련 가사