Han Maine Bhee Pyar Kiya
스페인어

Han Maine Bhee Pyar Kiya 가사

장르Classico
길이4:20
원문 언어스페인어
조회수198
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ES
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Han maine bhee pyar kiya, pyar se kab inkar kiya Bhigi bhigi rate mithee mithee bate Aur maine dil ko nisar kiya, han maine bhee pyar kiya Pyar kiya hai kaliyo ke mehkate ango se Pyar kiya maine gul ke gulabee galo se Pyar kiya nargis kee nashilee aankho se Pyar kiya badli kee rangilee julfo se Khulee chandni me maine bhee abhisar kiya Han maine bhee pyar kiya Tham liya sine pe uchhaltee leharo ko Jhum utha baho me pakad tufano ko Chum liya bijali ke machalte hotho ko Lut liya maine ubhartee baharo ko Rat kee dulhan kaa maine sindur kiya Han maine bhee pyar kiya

Mukesh의 다른 곡

Mukesh →

관련 가사