Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
MS

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye 가사

장르Classico
길이5:50
원문 언어MS
조회수232
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye sanjh Ki Dulhan Badan Churaye chupke Se Aaye mere Khayaalon Ke Aangan Mein koi Sapnon Ke Deep Jalaaye kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye kahin Door kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate thami Thi Uljhan Bairi Apna Man apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye kahin Door

Mukesh의 다른 곡

Mukesh →

관련 가사