Saathi Re, Kadam Kadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hain Ham
MS

Saathi Re, Kadam Kadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hain Ham 가사

장르Classico
길이5:25
원문 언어MS
조회수344
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Kadam kadam se dil se dil mila rahe hain ham watan me ek naya chaman khila rahe hain ham kadam kadam se ham aaj ninv rakh rahe hain uss nijam kee bike naa jindagee jahan kisee gulam kee lute naa mehnate pise huye aawam kee naa bhar sake tijoriya koyee haram kee, (sathee rey har ek unch nich ko mita rahe hain ham kadam kadam se sathee rey bhayee rey videshee lut kee jagah ho desi lut kyon safed jhuth kee jagah (siyah jhuth kyon watan sabhee kaa hai toh phir watan me phut kyon samaj key dushmano ko mil rahee hai chhut kyon sathee rey bhayee rey khulee sabha me yeh saval utha rahe hain ham kadam kadam se sathee rey bhayee rey hamare bajuo me andhiyo kaa jor hai hamaree dhadakano me badalo kaa shor hai hamare hath me watan kee bagador hai naa bach key jaa sakenge jinake dil me chor hai sathee rey bhayee rey suno kee apna faisala suna rahe hain ham kadam kadam se

Mukesh의 다른 곡

Mukesh →

관련 가사