Gali Gali
힌디어

Gali Gali 가사

장르Pop
길이3:07
원문 언어힌디어
조회수742
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Maine tere liye chhoda hai zamana Zara tera irada toh bata Aise nazrein tu mujhse chura na Zara tera irada toh bata Chhaya hai mujhpe tera hi nasha Kambakht dil yeh kahan ja phansa Main teri deewani, tu mera deewana Samajh le nazar ka ishara Gali gali mein phirta hai Tu kyun banke banjara Aa mere dil mein bas ja Mere aashiq awara Gali gali mein phirta hai Tu kyun banke banjara Aa mere dil mein bas ja Mere aashiq awara Tera kasoor hai na mera kasoor Dono ke dono paas hoke bhi door Teri wajah se main toh soyi nahi Meri wajah se tu bhi jaaga zaroor Meri mohabbat se bach na sakega Samajh jaan-e-mann yeh ishara Gali gali mein phirta hai Tu kyun banke banjara Hey aa mere dil mein bas ja Mere aashiq awara Gali gali mein phirta hai Tu kyun banke banjara Aa mere dil mein bas ja Mere aashiq awara

Neha Kakkar의 다른 곡

Neha Kakkar →

관련 가사