Main Agar (feat. KK)
힌디어

Main Agar (feat. KK) 가사

장르Instrumental
길이4:42
원문 언어힌디어
조회수264
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Hawaaon se chura ke laaun raagini Na poori ho sakegi unse magar teri kami Main agar nazaron se chura ke laaun rangatein Mazaaron se chura ke laaun barqatein Na poori ho sakegi unse magar teri kami Yeh duniya paraayi hai Bas ek apna hai tu Jo sach ho mera woh Savere ka sapna hai tu Dekhunga tera raasta Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta Ho Tere bina umrr ke safar mein Bada hi tanha hoon main Raftaar jo waqt ki pakad na sake Woh lamha hoon main Faagun ke mahine tere bina hain pheeke Jo tu nahi toh saare saawan mere sookhe Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde Hisaabon se chura ke laaun faayde Na poori ho sakegi unse magar teri kami Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Hawaaon se chura ke laaun raagini Na poori ho sakegi unse magar teri kami Yeh duniya paraayi hai Bas ek apna hai tu Jo sach ho mera woh Savere ka sapna hai tu Dekhunga tera raasta Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta Khuda na khasta Khuda na khasta

Pritam의 다른 곡

Pritam →

관련 가사