원문 가사
TL번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Yadain Jeya Tarpain,
In Ankhon Main,
Neend Na Aayay,
Yeh Muunn Tarapta Jayay,
Yeh Muunn Tarapta Jayay,
Tum Saay yeah Rastay Kiyon Hongeyy Juda,
Dil kee yeh pukar hai na honaa khafa,
To phir kiyoon yeah Doorian,
To phir kiyoon yeah Faslaay,
Doorian Majboorian Rokain kiyoooon Mujhay,
Jan Lay ab duniya main na bhooloooon usay,
Ek aas Dhaltee jaayay,
Yeh Piyaas bhartee jaayay,
Yadain Jeya Tarpain,
In Ankhon Main,
Neend Na Aayay,
Yeh Muunn Tarapta Jayay,
Yeh Muunn Tarapta Jayay