Aankhon Mein Hai Kya
ET

Aankhon Mein Hai Kya 가사

장르World Music
길이6:23
원문 언어ET
조회수233
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
(Aankhon mein hain kya tasbir teri Tasbeer meri par main hoon kaha Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam) - 2 Duniya se duur mohabbat mein hum aa gaye shaayad jannat mein - 2 Jannat mein hai kya ye pyar tera Mera pyar to hai par main hoon kaha Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam Bechaini si har mauj mein hai har mauj kisi ki khoj mein hai - 2 Tere dil mein hai kya bas yaad teri Bas yaad meri par main hoon kaha Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam Tauba is pyar ki baaton se nahi soyi main kitni raaton se - 2 Raaton mein hai kya bas khwab tere Bs khwab mere par main hoon kaha Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam

Sadhana Sargam의 다른 곡

Sadhana Sargam →

관련 가사