Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai
EO

Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai 가사

장르World Music
길이5:38
원문 언어EO
조회수433
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar Mere yaar Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar Mere yaar Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Kabhi zor dil pe to chalta nahin Koi jaanke na deewana bane Kabhi zor dil pe to chalta nahin Koi jaanke na deewana bane Mohabbat ka toofan rukta nahin Bhale laakh dushman zamaana bane Bhale laakh dushman zamaana bane Bagaawat ki nahin jaati bagaawat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Mujhe neend aayi nahin raat bhar Main bistar par karvat badalti rahi Mujhe neend aayi nahin raat bhar Main bistar par karvat badalti rahi Tere khwaab mujhko jagaate rahe Meri har tamanna machalti rahi Meri har tamanna machalti rahi Ye haalat ki nahin jaati ye haalat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar

Sadhana Sargam의 다른 곡

Sadhana Sargam →

관련 가사