Badalne Ke Intezaar Mein (Acoustic)
힌디어

Badalne Ke Intezaar Mein (Acoustic) 가사

장르Pop
길이3:27
원문 언어힌디어
조회수101
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Samandar mein patthar Gumshum hai padaa Sapno ki duniya mein Chup hai khada Dekhte hi dekhte sooraj doob raha Agar kuch badla nahi toh Andhera saamne hai khadaa.. Uljhi hui hain Waqt ki parchaiyaan Yeh poora daur hai Badalne ke intezaar mein Badalne ke intezar mein Har din sawaal uthte hai kai Par jawaab kisi ke paas nahi Kya hai ghalat kya hai sahi Samjha kya koi aankhein khole abhi.. Uljhi hui hain Waqt ki parchhaiyaan Yeh poora daur hai Badalne ke intezaar mein Badalne ke intezaar mein Oo.. Oo.. Oo…

Sanam의 다른 곡

Sanam →

관련 가사