Chand Sifarish
MS

Chand Sifarish 가사

장르Pop
길이4:37
원문 언어MS
조회수4.8K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Subhaan Allaah Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana Hona Hain Tujhmein Fanaa Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata Teri Adaa Bhi Hain Jhonke Wali Chhu Ke Gujar Jaane De Teri Lachak Hain Ke Jaise Daali Dil Mein Utar Jaane De Aaja Baahon Mein Karke Bahana Hona Hain Tujhmein Fanaa Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata Subhaan Allaah Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah Hain Jo Iraaden Bata Doon Tumko Sharma Hi Jaaogi Tum Dhadakanen Jo Suna Doon Tumko Ghabraa Hi Jaaogi Tum Hamko Aata Nahi Hain Chhupana Hona Hain Tujhmein Fanaa Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana Hona Hain Tujhmein Fanaa

Shaan의 다른 곡

Shaan →

관련 가사