Mere Haath Mein Tera Haath Ho
ST

Mere Haath Mein Tera Haath Ho 가사

장르Alternativo Indie
길이4:43
원문 언어ST
조회수2.5K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ST
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mere haath mein tera haath hon Saari jannatein mere saath hon Mere haath mein tera haath hon Saari jannatein mere saath hon Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan Tere pyaar mein ho jaoon fanaa Mere haath mein tera haath hon Saari jannatein mere saath hon Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan Tere pyaar mein ho jaoon fanaa Mere haath mein tera haath hon Saari jannatein mere saath hon Teri dil mein meri saanson ko panaah mil jaye Tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye Jitne paas hain khushboo saans ke Jitne paas hothon ke sargam Jaise saath hain karvat yaad ke Jaise saath baahon ke sangam Jitne paas paas Khwaabon ke nazar Utne paas tu rehna humsafar Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan Tere pyaar mein ko jaoon fanaa Mere haath mein tera haath ho Saari jannatein mere saath hon Rone de aaj humko Tu aakhein sujaane de Baahon mein le le aur Khud ko bheeg jaane de Hai jo seene mein kaid dariya Woh chhot jaayega hai itna dard ke Tera daaman bheeg jaayega Jitne paas paas dhadkan ke hain raaz Jitne paas boondon ke baadal Jaise saath saath chanda ke hai raat Jitne paas nainon ke kaajal Jitne paas paas saagar ke leher Utne paas tu rehna humsafar Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan Tere pyaar mein ho jaoon fanaa Mere haath mein tera haath hon Saari jannatein mere saath hon (ya maula...) Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhoore hum Magar ab chaand poora hai phalak pe Aur ab poore hain hum

Shahrukh Khan의 다른 곡

Shahrukh Khan →

관련 가사