Tera Anugraha Kaafi Hai
힌디어

Tera Anugraha Kaafi Hai 가사

앨범Nachoonga
연도2013
장르Gospel / Religious
길이4:09
원문 언어힌디어
조회수65
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mahaan vishwasyogya Prabhu Badalta paapi dil ko Tu sukhdaaye jharnon mein chalaata humko karuna mein koi judaa na kar sake humein Sudhi kar Tere logon ki Suddhi kar Tere bachon ki Suddhi kar Tere waache ki Prabhu Tera anugraha kaafi hai Tera anugraha kaafi hai Tera anugraha kaafi hai mere liye Mahaan hain prem aur nyaay Tera Nirbal ko balwaan ka agwaah banaata Tu humko Tarak geeton mein chalaata Aur gaaye jan Tere Prabhu Sudhi kar Tere logon ki Suddhi kar Tere bachon ki Suddhi kar Tere waache ki Prabhu Tera anugraha kaafi hai Tera anugraha kaafi hai Tera anugraha kaafi hai mere liye

Sheldon Bangera의 다른 곡

Sheldon Bangera →

관련 가사