Mujhme
힌디어

Mujhme 가사

장르Hip Hop Rap
길이3:08
원문 언어힌디어
조회수72
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
yahin rahoge tum mujhme mujhme tumhe basa lungi dil me dil me nazdeeqiyan le jaao apne saath me yeh dooriyan rehne do mere paas me yahin rahoge tum mujh mein mujh mein tumhe basa lungi dil mein dekho toh pyaar ye le aaya hai kahaan reh kar ke door bhi tum rehte ho yahan kar lungi zindagi main tera saamna mujhko toh mill gaya chahat ka aasmaan iss dard ko beh jaane do barsaat mein ikk saans ban ke reh jaao na paas mein yahin rahoge tum mujh mein mujh mein tumhe basa loongi dil mein dil mein yahin rahoge tum mujh mein mujh mein tumhe basa loongi dil mein dil mein yahin rahoge tum mujh mein mujh mein tumhe basa loongi dil mein dil mein

Shilpa Rao의 다른 곡

Shilpa Rao →

관련 가사