Saiyaan Re
TL

Saiyaan Re 가사

장르Hip Hop Rap
길이5:02
원문 언어TL
조회수72
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

TL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Bin teri sajani laage jiyaan na O o o o tadap tadap jaayein mere sab armaan O saiyaan ko chodake na ja (Saiyaan re saiyaan re Ye gori baiyaan re) Meri chudi mera kangana Yaad aayega tujhko sajana Bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare Na re saiyaan ko chodake na ja Aa na re saiyaan ko chod ke na ja Na re saiyaan ko chodake na ja Saiyaan re Ye ada Haay ye ada ye badan Haay surmayi ye nayan Haay aur ye jaadu Ye nasha Haay ye nasha ye jalan Haay ye jalan ye chubhan Haay aur ye khushabu Teri ye adaayein, teri ye jawaani Ab kahaan milegi mujhko ai deewaani Hoy oy oy oy rang rangili roop ki laali Shaan pe bikhri julf ye daali Bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare Na re saiyaan ko chodake na ja Aa na re saiyaan ko chod ke na ja Na re saiyaan ko chodake na ja Bhool ja Haay ab ye raatein kahaan Haay ab ye baatein kahaan Haay Sun meri jaan Ja re ja Haay aur ye raahat kahaan Haay aur ye chaahat kahaan Haay pyaase mehmaan Aise na daga de, aisi na saja de Chain aaye jara aisi koi duwa de Hoy oy oy oy mera jhumka mera thumka Milanewala ab nahi tumko Bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare Na re saiyaan ko chodake na ja Aa na re saiyaan ko chod ke na ja Na re saiyaan ko chodake na ja Na ja na ja na ja ja re ja Na re saiyaan ko chodake na chodake na ja, na re saiyaan ko Haay na re saiyaan ko chodake na chodake na ja Saiyaan re Na re saiyaan ko chodake na ja Na ja na ja na ja ja re ja Na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja Na re saiyaan ko chodake na Saiyaan saiyaan ko chodake na Na re saiyaan ko chodake na ja

Shilpa Rao의 다른 곡

Shilpa Rao →

관련 가사