Deewani Mastani (feat. Ganesh Chandanshive)
힌디어

Deewani Mastani (feat. Ganesh Chandanshive) 가사

장르Alternativo Indie
길이7:41
원문 언어힌디어
조회수28.9K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Nabhatun aali apsara Nabhatun aali apsara así sundara saaj sazpunna Aali aali aali Aali ga aali Kesa madhi maandla gajra Lokachya nazra khilya tichyavar Aali aali aali Duniyachi pyaari tu Agrani harni ga Agrani sundaraa ha ha Aali ga aali Aali ga aali Aali ga aali Oh maharani aali Aga ga ga ga Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi Jo jag ne na maani toh Maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi Kehte hain ye deewani mastani ho gayi Mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi Jo jag ne na maani toh Maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi Kehte hain ye deewani mastani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Zakham aisa tune lagaya Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi Marham aisa tune lagaya Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi Pehchaan mere ishq ki ab toh Pehchaan mere ishq ki ab toh Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi Ho mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi Mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi Jo jag ne na maani toh Maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi Kehte hain ye deewani, mastani ho gayi Deewani haan deewani, deewani ho gayi Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayalon mein utra hai Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil Tu mastani hai Tu deewani hai Paakeza hasti hain teri, tu noorani hai Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayaalon mein utra hai

Shreya Ghoshal의 다른 곡

Shreya Ghoshal →

관련 가사