Apne Hi
MS

Apne Hi 가사

길이4:53
원문 언어MS
조회수153
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
do jism dono ki jaan ek hai taare hain do aasmaan ek hai khudko khudi mein chhupaaye kahaan duniya se hum door jaayein kahaan ye afsaana hai rooh ka jismon se kya matlab humein jaan-e-jaana ye afsaana hai rooh ka jismon se kya matlab humein jaan-e-jaana apne hi jism se chal nikal jaayein hum tod dein aaina aur badal jaayein hum apne hi jism se chal nikal jaayein hum tod dein aaina aur badal jaayein hum mehsso ho par dikhaai na de khuko bana le hawa na ho ke bhi hum rahe saath mein ho jaayein aise judaa chalna zaroori toh hai raahein zaroori nahin milne ko baahein zaroori nahin apne hi jism se chal nikal jaayein hum tod dein aaina aur badal jaayein hum apne hi jism se chal nikal jaayein hum tod dein aaina aur badal jaayein hum yeh ishq koi hawas toh nahin jisko badan chahiye seene mein mere tere naam ki bas ik chubhan chahiye khamoshi banke dono rahein rubaru karte hain sannate bhi guftagu apne hi jism se chal nikal jaayein hum tod dein aaina aur badal jaayein hum apne hi jism se chal nikal jaayein hum tod dein aaina aur badal jaayein hum

관련 가사