Hum Teri Ore Chale (feat. Shreya Ghoshal)
힌디어

Hum Teri Ore Chale (feat. Shreya Ghoshal) 가사

장르Pop
길이4:48
원문 언어힌디어
조회수107
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Tu na jaane kitni pasand hai Mujhko sohbat teri Badli badli si yun lagti hai Mujhko aadat meri Ek naya sa savera liye Aankhon mein tera chehra liye Ki hum teri ore chale re piya Bina kisi dor chale re piya Baaton hi baaton mein Do mulaqaton mein Chalne laga jaadu tera Haule se dheere se Aankhon hi aankhon mein Tu le gaya, sab kuch mera Jab se hain hum yaar teri dosti mein Kuch alag hi baat hai iss zindagi mein Parwah nahi humko duniya ki ab Chaahe khafa ho jaaye mera Rab Ki hum teri ore chale re piya Bina kisi dor chale re piya Jahaan bhi jaaun main Tujhe hi paaun main Tu har jagah mere saath hai Dil ki baaton ko kaise bataaun main Tu din mera tu hi raat hai O tujhko hi paane ki dhun lagi hai Khwahishein bhi ankahi dil mein jagi hai Teri mohabbat ka hai ye asar Tu hi hai manzil Tu hi hai safar Ki hum teri ore chale re piya Bina kisi dor chale re piya Ki hum teri ore chale re piya Bina kisi dor chale re piya

Sonu Nigam의 다른 곡

Sonu Nigam →

관련 가사