Ishq Kameena (feat. Alka Yagnik)
힌디어

Ishq Kameena (feat. Alka Yagnik) 가사

장르Pop
길이5:30
원문 언어힌디어
조회수3.9K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
bedardi ishq nigoda sab ka dil isne toda har aashiq ishq se haara humko bhi ishq ne maara aaye chain kahin na kar de mushkil jeena ishq kamina hey kar de mushkil jeena ishq kamina bedardi ishq nigoda sab ka dil isne toda har aashiq ishq se haara humko bhi ishq ne maara aaye chain kahin na kar de mushkil jeena ishq kamina kar de mushkil jeena ishq kamina tadpaata hai raat bhar deta hai darde jigar koi bhi bach paaye na qaatil hai iski nazar tadpaaye kabhi tarsaaye kabhi na baat koi maane tadpaaye kabhi tarsaaye kabhi na baat koi maane chhode kisi ko kabhi na kar de mushkil jeena ishq kamina kar de mushkil jeena ishq kamina na zor ispe chale chale is mein hue faasle haai badnaamiyaan bas mili mili laakhon ke ghar bhi jale haai lut jaaye koi mit jaaye koi barbaad kare sab ko lut jaaye koi mit jaaye koi barbaad kare sab ko isne sab kuch chheena kar de mushkil jeena ishq kamina kar de mushkil jeena ishq kamina bedardi ishq nigoda sab ka dil isne toda har aashiq ishq se haara humko bhi ishq ne maara aaye chain kahin na kar de mushkil jeena ishq kamina kar de mushkil jeena ishq kamina but i love ishq babua

Sonu Nigam의 다른 곡

Sonu Nigam →

관련 가사