Rehnuma (feat. Shreya Ghoshal)
힌디어

Rehnuma (feat. Shreya Ghoshal) 가사

장르Pop
길이4:41
원문 언어힌디어
조회수43
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
ho fida khatam fanaah meri chaahat mein tu jal jara haan pighal jara meri ulfat mein tu leher si yeh baahein zeher si nigaahein, kaatil ada ho fida main, fida huwa khatam fanaah, main fanaah huwa meri chaahat mein tu, teri chaahat mein jal jara haan pighal jara meri ulfat mein tu, main teri ulfat mein leher si yeh baahein zeher si nigaahein kaatil ada, kaatil ada teri panaahon mein toh zindagaani shaayad milegi khud ko mitaake kimat hai teri wafao ki kya suno mar de ya pyaar de jo bhi ho haasil na sahaara na kinaara kismat mein na koyi saahil rehnumaa, hai tera samandar meherbaan, hai tera samandar kaarvaan, hai tera samandar hamnavaa zulfon ki kaid mubaarak tujhe ho palkon mein so ja tu ghum bhulake aashiq aawaara saans le zara khauf se ya shauk se naam le tu mera ho inaayat ya kayaamat hak hoga bas uspar tera rehnumaa, hai tera samandar meherbaan, hai tera samandar kaarvaan, hai tera samandar hamnavaa rehnumaa, hai tera samandar meherbaan, hai tera samandar kaarvaan, hai tera samandar hamnavaa

Sonu Nigam의 다른 곡

Sonu Nigam →

관련 가사