Sun Mere Mahiya (feat. Shreya Ghoshal)
힌디어

Sun Mere Mahiya (feat. Shreya Ghoshal) 가사

장르Pop
길이4:47
원문 언어힌디어
조회수62
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya o rang kaisa layi hai tune hi sajayi hai meri tanhayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya rang kaisa layi hai tune hi sajayi hai meri tanhayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya kaise aadhi rat ko yaad meri aa gayi kaise aadhi rat ko yaad meri aa gayi kyo ke teri yaad mujhe bada tadpa gayi kyo ke teri yad mujhe bada tadpa gayi haat ye tera bahana hai tu pakka deewana hai chhod de kalayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gavayiya aankhiyo ko char kar isme maja hai aankhiyo ko char kar isme maja hai gadi jara dekh pura ek baja hai gadi jara dekh pura ek baja hai kaise ghar jaunga, kaise sah paunga main teriya judayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya rang kaisa layi hai tune hi sajayi hai meri tanhayiya sun mere mahiya preet kaisi layiya main nind na gawayiya

Sonu Nigam의 다른 곡

Sonu Nigam →

관련 가사