Cham Se Woh Aa Jaye
SQ

Cham Se Woh Aa Jaye 가사

장르Alternativo Indie
길이5:59
원문 언어SQ
조회수748
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SQ
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
dil kutch kehta hain lab kutch kehtey hain behke behke se hum hote hain jo kehna chahe woh keh bhi jaye aaise lamhe toh kam hote hain pyar mein koi nayi baat nahi yeh aaisa jo ho jaye dhunde nigaahein jab har pal usko apna dil kho jaye aankhon mein kyon chehra uska thodasa dhundhlaye re cham se woh aa jaye cham se aa jaye cham se woh aa jaye man pe cha jaye cham se woh aa jaye cham se aa jaye mausam ka har andaz bhi teri adaa ban gaya chahat ka yeh ehsaas bhi teri wafa ban gaya tera chehra aankhon mein tera pehra khwaabo mein kabhi dil ki raaho mein yeh hota hain ho jaaye de cham se woh aa jaye cham se aa jaye cham se woh aa jaye man pe cha jaye cham se woh aa jaye cham se aa jaye jaayegi jab tu deke judaai bhi tanha si hogi dilki tanhai bhi ehsaas tere dil ka aankhon semeri chalka betaab hoke jab uski hi yaad mein dil ghabraye re cham se dil kutch kehta hain lab kutch kehtey hain behke behke se hum hote hain jo kehna chahe woh keh bhi jaye aaise lamhe toh kam hote hain pyar mein koi nayi baat nahi yeh aaisa jo ho jaye dhunde nigaahein jab har pal usko apna dil kho jaye aankhon mein kyon chehra uska thodasa dhundhlaye re cham se woh aa jaye cham se aa jaye cham se woh aa jaye man pe cha jaye

Sunidhi Chauhan의 다른 곡

Sunidhi Chauhan →

관련 가사