Dhadak Dhadak
인도네시아어

Dhadak Dhadak 가사

장르Alternativo Indie
길이6:35
원문 언어인도네시아어
조회수1.1K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Amitabh: Yeh world hai na, world, isme do tarah ke log hote hain, Ek jo saari zindagi ek hi kaam karte hain, Aur doosre, Jo ek hi zindagi mein saare kaam kar dete hain, Yeh main nahin, Yeh woh dono kehte the, Aur kehte kya the, Karte the, Aur aisa karte the jaisa na kisi ne kiya ho, Aur na shaayed koi kar paye dhin dhinak dhnd dhin na ..... (chote chote shehro se khali bore dopehro se hum to jhola uthake chale barish kam kam lagti hain nadiya madham lagti hain hum samundar ke andar chale) - 2 o ho ho hum chale hum chale oye ramchang re hum chale hum chale oye ramchang re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak siti bajaye re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak mujhe bulaye re dhin dhinak dhnd dhin na ..... oh jara rasta to do thoda sa badal chakhna hain bada bada koyal se naam phalak pe likhna hain (chand se hokar sadak jati hain usi pe apna maka hoga) - 2 o ho ho hum chale hum chale oye ramchang re hum chale hum chale oye ramchang re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak siti bajaye re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak mujhe bulaye re dhin dhinak dhnd dhin na ..... (chote chote shehro se khali bore dopehro se hum to jhola uthake chale barish kam kam lagti hain nadiya madham lagti hain hum samundar ke andar chale) - 2 o ho ho hum chale hum chale oye ramchang re hum chale hum chale oye ramchang re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak siti bajaye re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak mujhe bulaye re dhin dhinak dhnd dhin na ..... hum to chale sar pe liye ambar ki thandi phunkariya hum hi zameen hum aasman kasba nukhaye baki jahaan (chand ka tika mathe lagake raat din taaro beena jeena bhi easy nahi ) - 2 o ho ho hum chale hum chale oye ramchang re hum chale hum chale oye ramchang re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak siti bajaye re dharak dharak dhua udaye re dharak dharak mujhe bulaye re dharak dharak - 2 dhua udaye dhua udaye siti bajaye re siti bajaye siti bajaye dhua udaye re aye dharak dharak - 5 mujhe bulaye re - 2

Sunidhi Chauhan의 다른 곡

Sunidhi Chauhan →

관련 가사