O Solemiya
영어

O Solemiya 가사

장르Alternativo Indie
길이4:42
원문 언어영어
조회수631
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EN
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Aa more miya -2 Dil tujhko diya Pyaar tujhse kiya (O Solemiya o solemiya Dil tujhko diya Pyaar tujhse kiya) -2 Raaton main bhi aaye na chaina Beetegi kaise yeh raina Too na mila to maine kya jiya maine kya jiya -2 (O Solemiya o solemiya Dil tujhko diya Pyaar tujhse kiya) -2 Marj ki koi dard Mere dil main kahin Chubh rahe hon Aahen bhi ab le rahi hain Naam tumhara Is dard ki tum dawa ho Hoon khush vahi tum jahan ho Chahat main gum ho gaya hai Yeh dil bechara Ab tanha kya rahna Jab milna hai tumse hi aakhir Kyoon rokun main khud ko Kho jana hai ishq main aakhir Jo khudh to sambhala to maine kya jeeya Maine kya jeeya -2 (O Solemiya o solemiya Dil tujhko diya Pyaar tujhse kiya) -2 Aisa koi pal na hoga Jisme main mere dil main Tum na ho aur khwaabon main Na ho chehra tumhaara Saanson main tum Chha rahe ho ban ke nasha Is qadar ke dol raha hai Nashe main jahaan saara Is pal main milna hai To lo hum yahan pe mile hain Is pal main agar kal ho To kal hum yahin phir milenge Mil na sake to kam se kam Maaine jeeya is pal main jiya Ik pal to jeeya (O Solemiya o solemiya Dil tujhko diya Pyaar tujhse kiya) -2 (Raaton main bhi aaye na chaina Beetegi kaise yeh raina)-2 Too na mila to maine kya jiya maine kya jiya O Solemiya o solemiya Dil tujhko diya Pyaar tujhse kiya) -2

Sunidhi Chauhan의 다른 곡

Sunidhi Chauhan →

관련 가사