Pyar Maangta HainYeh Sara
TL

Pyar Maangta HainYeh Sara 가사

장르Alternativo Indie
길이5:10
원문 언어TL
조회수360
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

TL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
(pyar maangta hain yeh sara jahan kya chahiye woh milega yahan fida hokar pyara yeh pal tumse mila hain jindagi jindagi) - 2 pyar mangta hain yeh sara jahan pyar chahiye woh milega yahan nanan anan na... (jhuki jhuki aankhein meri udane lagi ruki ruki raahein meri chalne lagi) - 2 mujhko... mujhko mujhko mera yaar mila pagal dil ko pyar mila mehka hua mann ka kawanl tumse mila hain jindagi jindagi pyar mangta hain yeh sara jahan pyar chahiye woh milega yahan nanan anan na... khoye khoye din mere mil hi gaye dil mere rang tere khil hi gaye kudrat... kudrat kudrat mujhko rangne lagi shehnaiyo si bajne lagi rango bhara yeh kaafila tumse mila hain jindagi jindagi pyar mangta hain yeh sara jahan pyar chahiye woh milega yahan fida hokar pyara yeh pal tumse mila hain jindagi jindagi pyar mangta hain yeh sara jahan pyar chahiye woh milega yahan

Sunidhi Chauhan의 다른 곡

Sunidhi Chauhan →

관련 가사