Rabbi
이탈리아어

Rabbi 가사

장르Alternativo Indie
길이6:56
원문 언어이탈리아어
조회수268
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

IT
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
tera nishaan har shay mein mila hain har pal tera zamzam se dhula hain zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi tu hai ishq har ghadi - 2 woh jiya sau janam jisne jee ek khushi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi unss ki ek lau aandhiyon mein jali kya hai yeh falsafa kya hai jaadugari ishq jo thaan le phir kahaan hadh koi ruhh mein tu ghuli - 2 banke ek caravan dhadkanon mein chali zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi umra bhar ki lagan ka hai haasil koi aashiqui woh hui jo adhuri rahi ek tere saamne kya bisaad hai meri ab rahe na rahe - 2 tujhko yun jee liya jee sake na koi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi tera nishaan har shay mein mila hain har pal tera zamzam se dhula hain zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi

Sunidhi Chauhan의 다른 곡

Sunidhi Chauhan →

관련 가사