Sorry Baba Sorry
TL

Sorry Baba Sorry 가사

장르Alternativo Indie
길이5:08
원문 언어TL
조회수428
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

TL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Aise dil ko todo na jaanam jaane bhi do Baahein meri chhodo na nazdeek aane bhi do Ja jhoothe teri baatein na maanoon re Come on Tu kya hai kaisa hai pehchaanoon re Ya ya Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Jhootha vaada tera hai na tha mujhko pata Sachcha gussa mera hai tune ki hai khata Kuchh ulta seedha main kar jaoonga Achchha Na maanogi tum tomar jaoonga Mar jaao Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na Arre re ruko ruko kya kar rahe ho Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha Theek hai baba Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya

Sunidhi Chauhan의 다른 곡

Sunidhi Chauhan →

관련 가사