Jaane Nahin Denge
TL

Jaane Nahin Denge 가사

길이3:13
원문 언어TL
조회수1.3K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

TL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhedenge nahin Jaane nahindenge tujhe Jaane tujhe denge nahin Chahe tujhko rab bulaa le Hum na rab se darne waale Raahon mein dat ke khade hain hum Yaaron se nazrein chura le Chahe jitna dum lagaa le Jaane na tujhko aise denge hum Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhe denge nahin Do kadam ka yeh safar hai Umr chhoti si dagar hai Ek kadam mein ladkhadaya kyoon Sunn le yaaron ki yeh baatein Beetengi sab ghum ki raatein Yaaron se rootha hai saale kyoon Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhe denge nahin Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhe denge nahin Maa ne khat mein kya likhaa tha Jiye tu jug yeh kahaa tha Chaar pal bhi jee na paaya tu Yaaron se nazrein milaa le Ek baar tu muskura de Uth ja saale yun sataata hai kyoon Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhedenge nahin Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhe denge nahin Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhe denge nahin Jaane nahin denge tujhe Jaane tujhe denge nahin

관련 가사