Dil Beparvah
MS

Dil Beparvah 가사

길이4:15
원문 언어MS
조회수144
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Thodi thodi hai sabki suni Thoda kuch toh sabne kaha Thoda thoda samjha bhi magar Dil yeh mane kahan Bas iski zidd hai Dil befikar lapata Kaisi yeh dhun hai Kho kar bhi kuch na mila Iss dil ki aadat yahi hai Gir kar sambhalta nahi hai Zaalim samajhta nahi hai Ye koi zubaan Ye dil beparvah Katra katra ho gaya Dil ye bikharta gaya Duniya guzarti rahi Tukdo pe chalti rahi Bas iski zidd Hai Dil befikar lapata Kaisi yeh dhun hai Kho kar bhi kuch na mila Iss dil ki aadat yahi hai Girr kar sambhalta nahi hai Zaalim samajhta nahi hai Ye koi zubaan Ye dil beparvah Iss dil ki aadat yahi hai Girr kar sambhalta nahi hai Zaalim samajhta nahi hai Ye koi zubaan Ye dil beparvah Ye dil beparvah Ye dil beparvah Ye dil beparvah

관련 가사