Baadhai Ho
이탈리아어

Baadhai Ho 가사

장르Alternativo Indie
길이6:52
원문 언어이탈리아어
조회수412
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

IT
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Haryala Banna Hai Sahera Sajaaye Gharwale Baaraat Leke Hai Aaye Ghungruwaliyon Ghungru Baandh Lo Chalo Tum Bhi To Dholak Sand Lo Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti Jyoti Mein Jaise Khushi Muskuraayi Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Maa Ke Naseebon Se Hai Yeh Din Aaya Kismat Ne Panne Ka Sehra Dikhaya Jis Mein Hai Champa Chameli Ki Kaliyan Baaraat Nikli To Mehki Hai Galiyaan Khushboo Ne Jaise Khushboo Ne Jaise Li Angdaayi Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Behne Magan Hai Ki Bhabhi Milegi Bhabhi Jo Unki Saheli Banegi Bhaiya Jo Pyaare To Bhabi Bhi Pyaari Dono Ki Jodi Hogi Aisi Nayari Suraj Ki Chanda Se Suraj Ki Chanda Se Suraj Ki Chanda Se Jaise Sagaai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti Jyoti Mein Jaise Khushi Muskuraayi Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho

Udit Narayan의 다른 곡

Udit Narayan →

관련 가사