Pehla Nasha
MS

Pehla Nasha 가사

장르Alternativo Indie
길이4:52
원문 언어MS
조회수991
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya Chun liya Maine Sun liya Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata Pehla nasha Pehla khumaar Udta hi firoon in hawaon mein kahin Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin Udta hi firoon in hawaon mein kahin Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin Ek kar doon aasmaan zameen Kaho yaaron kya karoon kya nahin Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata Pehla nasha Pehla khumaar Usne baat ki kuchh aise dhang se Sapne de gaya vo hazaaron range ke Usne baat ki kuchh aise dhang se Sapne de gaya vo hazaaron range ke Reh jaoon jaise main haar ke Aur choome vo mujhe pyaar se Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar

Udit Narayan의 다른 곡

Udit Narayan →

관련 가사