Aisi Deewangi
SR

Aisi Deewangi 가사

장르World Music
길이6:50
원문 언어SR
조회수440
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SR
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
--FEMALE-- Aisi deewangi --MALE-- Hm hmm hm hmm, hm hmm hm hmm --FEMALE-- Dekhi nahin kahin --MALE-- Hm hmm hm hmm, hm hmm hm hmm --FEMALE-- Maine iss liye Aisi deewangi dekhi nahin kahin Maine iss liye, jaane jaana, deewana Tera naam rakh diya, tera naam rakh diya Haan, naam rakh diya, tera naam rakh diya --MALE-- Mera naseeb hai jo mere yaar ne Haske pyaar se, bekhudi mein deewana Mera naam rakh diya, mera naam rakh diya Haan, naam rakh diya, mera naam rakh diya Tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya Oh, tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya --FEMALE-- Oye, duniya se paraayi tujhe apna banaaya --MALE-- Bina dekhe tujhe ab na aaye qaraar --FEMALE-- Har ghadi hai mujhe ab tera intezaar Aisi deewangi dekhi nahin kahin Maine iss liye, jaane jaana, deewana Tera naam rakh diya, tera naam rakh diya Haan, naam rakh diya, tera naam rakh diya --MALE-- Teri chaahat ki chaandi meri aankhon mein bas gayi - 2 --FEMALE-- Yeh khushboo tere jism ki meri saanson mein bas gayi --MALE-- Tu meri aarzoo, tu hai meri vafaa --FEMALE-- Zindagi mein kabhi ab na honge judaa Aisi deewangi dekhi nahin kahin Maine iss liye, jaane jaana, deewana Tera naam rakh diya, tera naam rakh diya Haan, naam rakh diya, tera naam rakh diya --MALE-- Mera naseeb hai jo mere yaar ne Haske pyaar se, bekhudi mein deewana Mera naam rakh diya, mera naam rakh diya Haan, naam rakh diya, mera naam rakh diya --FEMALE-- Jaane jaana, deewana Tera naam rakh diya

Vinod Rathod의 다른 곡

Vinod Rathod →

관련 가사