Ladka Mud Mud Ke
SR

Ladka Mud Mud Ke 가사

장르World Music
길이3:56
원문 언어SR
조회수282
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SR
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jis Ke Liye Khaali Hai Mere Dil Ki Kholi Jis Ke Liye Khaali Hai Mere Dil Ki Kholi Yaar Kabhi Bole Na Pyaar Wali Boli Ladki Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Ladki Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Main Hoon Badi Seedhi Re Main Hoon Badi Bholi Kisne Mujhe Dekha Main Sang Uske Holi Ladka Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Ladka Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Yeh Ada Yeh Husn Mera Mere Dilbar Sab Hai Tera Yeh Ada Yeh Husn Mera Mere Dilbar Sab Hai Tera Yeh Gazab Ki Cheez Yaaro Is Pe Marte Hai Hazaro Is Pe Marte Hai Hazaro Is Ke Hi Ghar Jaayegi Yaar Meri Doli Kisne Mujhe Dekha Main Sang Uske Holi Ladka Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Ladka Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Iski Aankhen Iska Kajal Mere Dil Ko Karta Pagal Iski Aankhen Iska Kajal Mere Dil Ko Karta Pagal Apni Palkon Mein Chuppa Loon Aa Tujhe Kajal Banadoon Aa Tujhe Kajal Banadoon Saath Mere Khele Yeh Aankh Micholi Yaar Kabhi Bole Na Pyaar Wali Boli Ladki Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Ladki Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Main Hoon Badi Seedhi Re Main Hoon Badi Bholi Kisne Mujhe Dekha Main Sang Uske Holi Ladka Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli Ladki Mud Mud Ke Maare Ankhiyon Se Goli

Vinod Rathod의 다른 곡

Vinod Rathod →

관련 가사