Soch Liya Maine Aye Mere Dilbar
ET

Soch Liya Maine Aye Mere Dilbar 가사

장르World Music
길이6:51
원문 언어ET
조회수423
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
soch liya maine aye mere dilbar hai yah vaada kiya maine aye jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyaar karna nahi soch liya maine aye mere dilbar ... dil nahi hai tu dilruba hai tu mere khayalo ki apsara hai tu naazani hai tu mahajabin hai tu dil jise chaahe vo hasi hai tu mahaboob mere dil ki kasam mujhe aah bharna nahi soch liya maine aye mere dilbar ... jo iradaa kiya maine jaan-e-jigar tu hai dhadkan meri tu hai saanson mein tera hi jalwa jo meri aankhon mein pyaar aanaa thaa pyaar aayaa hai kya naam mere dil pe chaaya hai mujhko hai lutaani jaan apni kisi aur pe marna nahi soch liya maine aye mere dilbar ... main tujhe dekhu dekhati jaau haal ab kya hai kaise samjhaun puchh na saki kya kiya maine dil tera leke dil diya maine kuch bhi ho sanam anjaam-e-vafaa ab mujhko darna nahi soch liya maine aye mere dilbar ...

Vinod Rathod의 다른 곡

Vinod Rathod →

관련 가사