Tum Tata Ho Ya Birla
터키어

Tum Tata Ho Ya Birla 가사

장르World Music
길이3:28
원문 언어터키어
조회수447
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

TR
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
--FEMALE-- Tum Tata ho ya Birla, raho Carter Road ya Irla - 3 Par mujhpe tumhaara dil hai, mera dil bhi Pali Hill hai --MALE-- Tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona - 3 Tere gaalon pe jo til hai, meri jaan voh mera dil hai --FEMALE-- Tum Tata ho ya Birla, raho Carter Road ya Irla --MALE-- Tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona --FEMALE-- Maine yeh soch liya hai, main banoongi uski rani - 2 Na English ho na Roosi, ho ladka Hindustani --MALE-- Ho Teri ungli main pehna doon main heere ki angoothi - 2 Chal kar lete hain mangni phir chalenge dono Ooty --FEMALE-- Tum Tata ho ya Birla, raho Carter Road ya Irla - 2 Par mujhpe tumhaara dil hai, mera dil bhi Pali Hill hai --MALE-- Tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona Tere gaalon pe jo til hai, meri jaan voh mera dil hai --FEMALE-- Tum Tata ho ya Birla, raho Carter Road ya Irla --MALE-- Tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona Seene se laga le bulbul, London ki sair kara doon - 2 Chal Paris ki galiyon mein Eiffel tower dikhla doon --FEMALE-- O Main ladki India waali, mujhe Taj Mahal dikhla de - 2 Tu Laal Kile ki laali se meri chunari ko rangwa de --MALE-- Ae, tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona Tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona Tere gaalon pe jo til hai, meri jaan voh mera dil hai --FEMALE-- Tum Tata ho ya Birla, raho Carter Road ya Irla Par mujhpe tumhaara dil hai, mera dil bhi Pali Hill hai --MALE-- Tum Mamta ho ya Madonna, pehno chaandi ya sona --FEMALE-- O tum Tata ho ya Birla, raho Carter Road ya Irla

Vinod Rathod의 다른 곡

Vinod Rathod →

관련 가사