Tumne Dikhaye Aise Sapne
인도네시아어

Tumne Dikhaye Aise Sapne 가사

장르World Music
길이6:11
원문 언어인도네시아어
조회수293
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Tumne Dikhaye Aise Sapne Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Humne Tasveer, Teri Lagaa Di Teri Lagaa Di Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di... Tu Mere Jeevan Ki Sargam Tu Hai Dhun Mere Nagmon Ki Tu Meri Dhadkan Ki Laihair Manzil Mere Armaanon Ki Tu Meri Dhadkan Ki Laihair Manzil Mere Armaanon Ki Jahan Jahan Paaon Padein Hain Tumhare Jahan Jahan Paaon Padein Hain Tumhare Humne Apni Palak Bichaa Di, Palak Bichaa Di Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Humne Tasveer, Teri Lagaa Di Teri Lagaa Di... Tere Band Laboon Ke Nagmein Sun Sun Kar Main Jhoom Raha Hoon Haan, Yoon Lagta Hai, Pyaasi Nazar Se Tere Laboon Ko Choom Raha Hoon Yoon Lagta Hai, Pyaasi Nazar Se Tere Laboon Ko Choom Raha Hoon Yaad Kiya Hai, Jabse Tumko Yaad Kiya Hai, Jabse Tumko Humne Apni Yaad Bhula Di Yaad Bhula Di Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Humne Tasveer, Teri Lagaa Di Teri Lagaa Di...

Vinod Rathod의 다른 곡

Vinod Rathod →

관련 가사