Jaanam (feat. Shreya Jain)
힌디어

Jaanam (feat. Shreya Jain) 가사

장르Instrumental
원문 언어힌디어
조회수31
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Naina banjaron mein mushkile aa baithi hai Ishq bechaini ki ye talab la baithi hai Aise na yoon dekho dekho jaanam Aise na yoon dekho jaanam Ho na jaaye hum bhi tere jaanam Aise na yoon dekho jaanam Hmm Oh, oh Kabhi aankhon se ye bayan kare meri aadatein Dil hai yahi, ab bezubaan teri raah take Jaise humdum mile, kaise har dam mile? Itni hansi ho phir ye saadgi hai kaise? Aasmaan mera hai, dil jo ye tera hai Udd raha main, hadein todey Dil pe ae janeja, dhun teri aa baithi hai Oh ishq bechaini ki ye talab la baithi hai Aise na yoon dekho dekho jaanam Aisе na yoon dekho jaanam Ho na jaaye hum bhi terе jaanam Aise na yoon dekho jaanam Oh, oh Ishq hadein tere naam kare Aur saans-saans tere naam kare hamdum Mere hamdum, mere jaanam, mere jaanam Ishq hadein tere naam kare Aur saans-saans ilzaam kare hamdum Mere hamdum, mere jaanam Ye talab la baithi hai, ye talab la baithi hai Ishq bechaini ki ye zindagi kahaan baithi hai Dekho-dekho jaanam aise na yoon dekho jaanam

Vishal Mishra의 다른 곡

Vishal Mishra →

관련 가사