Wallah Habibi (feat. Vishal Dadlani)
힌디어

Wallah Habibi (feat. Vishal Dadlani) 가사

장르Instrumental
원문 언어힌디어
조회수79
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Welcome to the world of BM n CM Bade miyan: The khiladi And CM: The baaghi Sending now rait pe pao tere yun thirakte karwaan mein jis tarah lau mashalon ki machalti hai hawa mein chaand aadha kare chehre ki teri ye naqaabe teri ankhon mein saare shayaron ki hai kitaben darbadar tu khushbuon se hai mil gayi tu majnuon se hai ho marhabi ho marhabi yahan ishq tu jagah de wallah habibi wallah habibi karaar na mile mayar na mile haan pyar na mile tareef se bazaar mein wo husn kya bhala wo kya hai aashiqui sawar na sake jo pyar mein jo pyar mein tarbadar tu khushbuon se hai mil gayi tu majnuon se hai oh marhabi oh marhabi yahan ishq tu jagah de wallah habibi wallah habibi

Vishal Mishra의 다른 곡

Vishal Mishra →

관련 가사