Bollywood (Medley 4)
힌디어

Bollywood (Medley 4) 가사

장르Hip Hop Rap
길이2:55
원문 언어힌디어
조회수154
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mile ho tum humko Bade naseebon se Churaya hai Maine Kismat ki lakeeron se Teri chahaton mein kitna tadpe hain Saawan bhi kitne tujh bin barse hain Zindagi mein meri saari jo bhi kami thi Tere aa jaane se ab nahi rahi Judke bhi tooti rahi ishqe di dor ve Kisko sunaye jaake toote dil ka shor ve Mile ho tum humko Bade naseebon se Churaya hai Maine Kismat ki lakeeron se Mile ho tum humko Bade naseebon se Churaya hai Maine Kismat ki lakeeron se Bin tere mera kya hai Jisko sunu jisko kahun Bin tere mujh mein kya hai Jisko jiyun jis mein rahun Tere hone se hi mera hona hai Tujhko khona jaise khudko khona Tu jo hai toh main hoon Yun jo hai toh main hoon Tu jo hai toh main hoon Yun jo hai toh main hoon

Zack Knight의 다른 곡

Zack Knight →

관련 가사