Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar
MS

Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics

GenreInstrumental
Duration2:59
Original languageMS
Views1.7K
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar raah takate thak gayaa hai intazaar aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar is qadar bechain hai duniya meri dil ki har dhadkan mein hai aahai teri aarazuein ho rahi hain beqaraar aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar dil sadaayein de raha hai tu kahaan dil sadaayein de raha hai tu kahaan muntazir hain chaand taare aasamaan ye havaaein ye fizaayein ye bahaar aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar aas tere vo hasin raatein gayi pyar ki rangin mulaaqaatein gayi rah gaya hai dard dil ki yaadgaar aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

More from Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Related lyrics