Chhod Gaye Baalam
MS

Chhod Gaye Baalam lyrics

GenreInstrumental
Duration4:02
Original languageMS
Views1.3K
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye chhut gaya baalam haai saath hamara chhut gaya ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya phool sang muskaye kaliyan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan cham cham neer bahaaun main cham cham neer bahaaun chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaanu dil jaane palkon ke chaya mein naache palkon ke chaya mein naache dard bhare afsaanse haai dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aaisi chali birhaah ki aandhi aaisi chali birhaah ki aandhi tadpat hu din raat haai main tadpat hu din raat chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye

More from Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Related lyrics