Ik Dil Kaa Lagaanaa Baaqi Thaa
NL

Ik Dil Kaa Lagaanaa Baaqi Thaa lyrics

GenreInstrumental
Duration2:40
Original languageNL
Views254
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

NL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
ik dil kaa lagaanaa baaqi thaa so dil bhi lagaake dekh liyaa taqadir kaa ronaa kam na huaa aaNsuu bhi bahaake dekh liyaa ik dil kaa lagaanaa (ik baar bhulaanaa chaahaa thaa sau baar vo hamako yaad aayaa ) - 2 (ik bhuulanevaale ko hamane sau baar bhulaake dekh liyaa ) - 2 ik dil kaa lagaanaa (ab tak to samajh men aa na sakaa is dil ki tamannaaen kyaa hain )-2 sau baar (sau baar haNsaa ke dekh liyaa sau baar rulaa ke dekh liyaa ) - 2 ik dil kaa lagaanaa baaqi thaa so dil bhi lagaake dekh liyaa ik dil kaa lagaanaa

More from Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Related lyrics