Khwaab Bankar Koi Aayega
BR

Khwaab Bankar Koi Aayega lyrics

GenreInstrumental
Duration3:50
Original languageBR
Views1.4K
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

BR
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
choom kar raat jo sulaayegi to neend aayegi khwaab ban kar koi aayega to neend aayegi ab vahi a ke sulaayega to neend aayegi khwaab ban kar ... baat jo sirf nigaahon se kahi jaati hai koi honthon se sunaayega to neend aayegi khwaab ban kar ... narm zulfon ki mahak garm badan ki khushabu chupake chupake vo churaayega to neend aayegi khwaab ban kar ... jism haathon ki haraarat se pighal jaayega aag rag rag mein lagaayega to neend aayegi khwaab ban kar ...

More from Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Related lyrics