Koi Bana Aaj Apana
EO

Koi Bana Aaj Apana lyrics

GenreInstrumental
Duration2:46
Original languageEO
Views338
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

EO
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
koyi bana aaj apana - 4 sukh mein aankhein band ho rahi khule hriday ke dvaar do man milakar ek huye hain do do naina chaar - 2 chaar nain dekhein hil mil kar ek madhur sapana bana aaj apana chaar charan par paanch ek hai chaar agar do baat ek git mein bandhati jaati chaar chaandani raat - 2 madhur prit ki phulmaala par praan naam japana bana aaj apana prem hindola jhuulein hil mil ek qadam ????? naache rut chham chham ke bhare bahan mein bahan - 2 baar baar nainon ka milana palakon ka jhapana bana aaj apana

More from Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Related lyrics