Laut Gaya Gam Ka
Indonesian

Laut Gaya Gam Ka lyrics

GenreInstrumental
Duration4:02
Original languageIndonesian
Views309
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

ID
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
he: a a a a la: a a a a la: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: duur gagan mein dekho chamke aashaaon ke taare aashaaon ke taare jhilmil pyaare pyaare la: badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare do: kiski lagan me aaj pavan hain baagon mein ithalaati laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana la: raat nayi har baat nayi hain naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana he: gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana la: aaj mere chote se man mein aasha hai muskaati do: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana

More from Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Related lyrics