Ye Fizaayein
DA

Ye Fizaayein lyrics

Duration2:59
Original languageDA
Views375
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

DA
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
K.K.: Hey..ye fizaayein…hey..sun lo gaayein Zindagi hai haseen aur jawaan Alka: Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki K.K.: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Hey..ye fizaayein…hey..sun lo gaayein Alka: Geeton ka mausam hai, khwaabon ka aalam hai Ab hosh kam kam hai, haan… K.K.: Jeewan ki raahon mein, tum ho nigaahon mein Baahein hain baahon mein haan… Alka: Har dil diwaana, hai ab ye jaana Kyun hai haseen ye sama K.K.: Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Hey..ye fizaayein…hey..sun lo gaayein Chorus: Hey hey! Hey hey! Hey hey! Oh…(wo..) ho…(wo..) Alka: Sab din sunehre hain, sab nashein gehre hain Pyaare sab chehre hain haan… K.K.: Ab halke halke se, rang hai chhalke se Aanchal hai dhhalke se haan… Alka: Jo dilkashi hai, jo taazgi hai Kaise karoon main bayaan K.K.: Hey..ye fizaayein…hey..sun lo gaayein Zindagi hai haseen aur jawaan Alka: Oh.. har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki Both: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 K.K.: Hey..ye fizaayein…hey..sun lo gaayein Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 Alka: (La la la la la la…la la la la la…)

More from Main Hoon Na

Main Hoon Na →

Related lyrics