Aasmaan Se Aaya Farishta
MS

Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics

GenreWorld Music
Duration4:25
Original languageMS
Views134
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
: o jaaneman dilara, ek nazar idhar bhi Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane Kaho pyaar hai tumse F : ja, ja O jaana kaho pyaar hai tumse F: ja, ja ,ja Sekho zara sekho andaaz pyaar ka hum se tum Kar lo aji kar lo iqraar pyaar ka hum se tum Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane Kaho pyaar hai tumse F: ja, ja O jaana kaho pyaar hai tumse F: ja, ja, ja Dilbar teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon Dene nazrana main apne pyaar ko laya hoon Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane Kaho pyaar hai tumse F: oh silly O jaana kaho pyaar hai tumse F: don't be silly Saaya hoon main tera tere saath, saath hi aaunga Aashiq hoon main tera baahon se baandh le jaaunga Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane Kaho pyaar hai tumse F: hm? O jaana kaho pyaar hai tumse F: uh huh Kaho pyaar hai tumse F: haan O jaana kaho pyaar hai tumse F: haan, haan Kaho pyaar hai tumse F: kahaa na O jaana kaho pyaar hai tumse F: haan, haan hai Kaho pyaar hai tumse F: haan, haan

More from Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

Related lyrics