Main Jutt Yamala Pagala Deewaana
GL

Main Jutt Yamala Pagala Deewaana lyrics

GenreWorld Music
Duration4:55
Original languageGL
Views116
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

GL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Main jutt yamala pagala deewaana O rabba itti si baat na jaana Ke, ke, ke o mainnu pyaar karti hai Saade utte o marti hai Usane to kaha har baat ko ishaare mein Diyaa bhi jalaa ke rakha raaton ko chaubaare mein Reshami dupatta phenka peeng ke hulaare mein Mele mein akele beech baazaar saare mein Kaun sa banaayaa na bahaanaa, bahaanaa, bahaanaa Main jutt yamala... Aisa nahin hotaa to vo aise sharmaati na Mujhe aate dekh sadak se bhaag jaati na Zulfon ke ghoonghat mein mukhada chhupaati na Chhoti si umar mein vo jaan ko lagaati na Prem ka rog puraana, puraana, puraana Main jutt yamala...

More from Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

Related lyrics